Urdu Shayri se mera lagav college ke dinon se hai aur uski ek badi wazah wo fankaar the jinki ghazlein sun sun ke hum urdu poetry ki bareekiyon ko samajh sake . College ka baad ye silsila tab tak choota raha jab tak Internet ki mehfilon yani urdu poetry forum se roobaru nahin huye!
Is blog pe pesh ki huyi Ghazlein aur Nazmein ki pherhist apni links ke sath kuch is terah se hain! To aaiye aapke sath mil baith ke ye Mehfil sajayein
- Har Ghadi Khud Se by Nida Fazli & Manu Gautam
- Kitabein Jhankti Hain by Gulzar
- Koi Mausam Ka Jhonka Tha by Gulzar
- Na Mohabbat Na Dosti Ke Liye by Unknown
- Sheeshon Ka Masiha Koi Nahin by Faiz
- Raat Bhar Bujhte Huye Rishte Ko Taapa Humne by Gulzar
- Tum Na Jaan Paaoge by Javed Akhtar
- आँखों की कहानी : शायरों की जुबानी भाग १ भाग २ भाग ३
Aankhon ki Kahani Shayaaron ki Jubani Part-I Part-II Part-III - इंसान का दिल तंग हैं क्यूँ ? द्वारा जावेद अख्तर
- भले दिनों की बात है... द्वारा अहमद फराज In Roman Hindi
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें