बुधवार, मई 23, 2012

Main Hawa Hoon Kahan Hai Watan Mera : The Wind me and Suresh Chopra

If you are a bit perplexed to see such a heading for this post, be clear  that it is not about Ahmad Hussain  & Md Hussain's famous ghazal. This post is more about my relationship with the moving wind from childhood to adult phase. And while recollecting those memories I can not forget to share those antidotes from  Suresh Chopra  related to gushing winds, who was then a columist in TOI.

So here is my detailed account offcourse in Hindi kyunki kahaniyan to Hindi mein hi sunani achchhi lagti hain naa..

मंगलवार, मई 15, 2012

Peeli Chhatri Wali Ladki : Uday Prakash exposes brahmanism in Hindi education system.

Peeli Chhatri Wali Ladki is a Hindi novel by Uday Prakash. From its title it looks like a romantic novel. Its true that Udai Prakash has a romantic story running in the background throughout the novel. But by  using a love story in backdrop he has tried to raise several important issues faced by India.  Some of the issues raised by him through this book are
  • Growing nepotism in higher Hindi education by Brahmins.
  • Problems faced by people of NE especially those of Manipur
  • Growing  financial inequality among the masses of India

I have tried to give my view on the book here with some interesting excerpts from the novel.


रविवार, मई 13, 2012

Jab bhi ye dil udas hota hai : Jab geet ka mukhda bana ghazal ka matla

Kuchh geeton ka canvas film ki paridhiyon se kahin door phaila hota hai. We kahin bhi sune jayein, kabhie bhi gune jayein we apne ird gird khud wahi mahoul bana dete hain. Isiliye situational songs ki tulna mein ye geet kabhie boodhe nahin hote.Gulzar ka film Seema ke liye likha ye nagma ek aisa hi geet hai. Na jaane kitne karod ekaaki hridyon ko is geet ki bhaavnayein un udas lamhon mein sukoon pahucha chuki hongi.

Gulzar ka likha ye geet to aapne Md Rafi ki aawaaz mein baraha suna hoga
.


jab bhii ye dil udaas hotaa hai
jaane kaun aas paas hotaa hai
jab bhii ye...

ho.nTh chup chaap bolate ho jab
saa.Ns kuchh tez tez chalatii ho
aa.Nkhe.n jab de rahii ho.n aavaaze.n
Tha.nDii aaho.n me.n saa.Ns jalatii ho
jab bhii ye...

aa.Nkho.n me.n tairatii hai tasviire.n
teraa cheharaa teraa khayaal liye
aainaa dekhataa hai jab mujhako
ek maasuum saa savaal liye
jab bhii ye...

koii vaadaa nahii.n kiyaa lekin
kyuu.N teraa i.ntazaar rahataa hai
bevajah jab karaar mil jaye
dil ba.Daa bekaraar rahataa hai
jab bhii ye..
 

Par kya aapko pata hai ki Gulzar ne isi mukhde par ek Ghazal bhi likhi hai jiska matla is geet ka mukhda hai. Us ghazal ke chand sher

go barasati nahin sada aankhein
abra to barah maas hota hai

Zakhm kahte hain dil ka gahna hai
dard dil ka libaas hota hai


Click  to read my detailed post including the complete ghazal here

शुक्रवार, मई 04, 2012

Mujhe tum nazar se gira to raho ho : Mehdi Hasan as a playback singer


Mehdi Hasan is known as king of Ghazals. But how many of you know that besides ghazal singing he was one of the most sought after play back singer in Pakistani film industry between 1960-80. Even today his old songs are quite popular.

The two songs which I will talk about today were written by lyricist Masroor Anwar. Out of these two songs

Mujhe tum nazar se gira to raho ho
mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge
na jane mujhe kyun yakeen ho chala hai
mere pyar ko tum mita na sakoge


is quite popular in India also.The other one is equally soulful


Ik sitam aur meri jaan abhi jaan baki hai
dil mein ab tak teri ulfat ka nishaan baki hai



You can listen to both these ghazals here with my detailed write up.

बुधवार, मई 02, 2012

Kabhi Yoon Bhi Aa Meri Aankh Mein : Bashir Badra

Bahir Badra is a name whose popularity in Indian subcontinent is never in doubt. He uses simple language which is easy to understand but at the same time his verse has deep rooted meaning.


Kabhi yoon bhi aa is one of his famous ghazal sung by Jagjit Singh. But have you heard it in voice of Mohammad Hussain and Ahmad Hussain ?


Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein,
Ke Meri Nazar Ko Khabar Na Ho
Mujhe Ek Raat Nawaz De ,
Magar Uske Baad Saher Na Ho

Woh Bara Raheem-o-Kareem Hai,
Mujhe Yeh Sifat Bhi Ata Kare

 Tujhe Bhoolne Ki Dua Karoon,
To Dua Mein Meri Asar Na Ho

Kabhi Din Ki Dhoop Mein Jhoom Ke,
Kabhi Shab Ke Phool Ko Choom Ke
Yun Hi Saath Saath Chalein sada,
Kabhi Khatam Apna Safar Na Ho

Mere Paas Mere Habeeb Aa,
Zara Aur Dil Ke Qareeb Aa,
Tujhe Dhadkano Mein Basa loon Main,
Ke Bichhadne Ka Kabhie Dar Na Ho


Do listen this ghazal in the voice of Hussain brothers with meaning of ghazal kabhi yoon bhi aa here.