iss kavita ko parhwane ka shrey aap hee ko doongi mein, kyunke...humein Atal ji ki kavitayein...parhne ka awsar jyada prapt nahi hua...lekin oonki kavita per jo album bana tha oos se...Atal ji ko rajniti se hatakar oonke andar ek hasaas dil ko mehasus zaroor kiya...aur iss kavita mein to waqai...hamare hindi ki kaksha ke woh sunhare din yaad dila diye...jinke ki hum yaadein aaj bhi mann hee mann taza karte hein. atyant bhavuk see lagi... keep sharing !
India mein do PM aise huye hain jinmein ek kavi ek kalakar ki aatma kahin dabi huyi hai! atal ji unmein se ek hain aue jo doosre shaksh hain aajkal unki paintings ki pradarshni chal rahi hai Jahangir Art Gallery, Mumbai mein!
Manish ji...
जवाब देंहटाएंiss kavita ko parhwane ka shrey aap hee ko doongi mein, kyunke...humein Atal ji ki kavitayein...parhne ka awsar jyada prapt nahi hua...lekin oonki kavita per jo album bana tha oos se...Atal ji ko rajniti se hatakar oonke andar ek hasaas dil ko mehasus zaroor kiya...aur iss kavita mein to waqai...hamare hindi ki kaksha ke woh sunhare din yaad dila diye...jinke ki hum yaadein aaj bhi mann hee mann taza karte hein.
atyant bhavuk see lagi...
keep sharing !
India mein do PM aise huye hain jinmein ek kavi ek kalakar ki aatma kahin dabi huyi hai!
जवाब देंहटाएंatal ji unmein se ek hain
aue jo doosre shaksh hain aajkal unki paintings ki pradarshni chal rahi hai Jahangir Art Gallery, Mumbai mein!
Kan u guess the name?
you are really pricking my brain lol
जवाब देंहटाएंI think its IK Gujral??? thats my wild guess am making...aap bataiyega zaroor!
Any way good try!
जवाब देंहटाएंI. K.Guzral sahab ke bhai bade achche painter hain India ke!
But the correct answer is!
V.P.Singh
yani Vishwanath Pratap Singh!
Better lick next time ! dawn