शनिवार, नवंबर 04, 2006

'Kyaap' by Manohar Shyaam Joshi

Kyaap yaani kuch azeeb,angadh, andekha sa aur apratyashit! Aur sach kahoon to swargeey Joshi ji kaye upanyaas apne naam ko poori tarah charitaarth karta. 2006 ke sahitya academy samman se puraskrit is upanyaas mein aisa kya hai anokha? Anoothi baat ye hai ki uttaranchal ki bhoomi se upaja unka kathanak jab tak pathak ki pakad mein aata hai tab tak upanyaas ka ant ho jata hai.

Agar is pustak ke bare mein aur jaanna chahte hain to yahan click karein.

2 टिप्‍पणियां:

  1. Wah bahut khub...waise Manohar Shayam Joshi ji ki upanyas bahut pehale parhi thi lekin 'Kyap" ke baare mein to abhi jaana hai...!
    Accha laga...umeed karenge ke kisi din hum bhi ise parh paayein :)

    Cheers dost

    जवाब देंहटाएं
  2. Likha to achcha hai par beech beech mein joshi ji ko jhelna bhi padta hai

    जवाब देंहटाएं