Bashir Badra sahab ki ek bahut simple see par behad khoobsurat ghazal pesh hai.
Saath chalte aa rahe hain, Paas aa sakte nahin
Ek Nadi ke do kinaron ko mila sakte nahin
Dene Wale ne diya sab kuch ajab andaaz se
Saamne duniya padi hai, aur utha sakte nahin
raaj jab seene se bahar ho gaya apna kahaan
ret pe bikhre huye aansoo utha sakte nahin.........
पूरी ग़ज़ल पढने के लिए यहां क्लिक करें
Wah! I have always admired Bashir Badr's poetry...waqai bahut seedhe lafz lekin gehare andaaz liye huye likhte hein
जवाब देंहटाएंshukriya ise yahan share karne ka
Cheers
haan wahi to, thats his greatness.
जवाब देंहटाएंइस टिप्पणी को लेखक द्वारा हटा दिया गया है.
जवाब देंहटाएं