Agar Sahitya aur sangeet ki dhara mein bahne ko taiyaar hain aap to keejiye ye haseen shaam mere naam.
गुरुवार, फ़रवरी 09, 2006
# 3 Jiya Dhadak Dhadak Jaye...
Varshik sangeetmala ki Top 3 paaydaan mein sabse pehle gaana wo jismein adbhut gayki aur madhur sangeet ka misran hai aur ye mere hi nahin aap sabon ke dilon pe raaj kar raha hai. Click Hereto read more about it.
Wah....varshon ke baad aisi swarnamayi evum shudh hindi mein kisi ka lekhan padhne ka saubhagya prapt hua....mahashaya aajkal ke is vicharon ki kungali ke daur mein aapka chuninda geeton ko samay ki ret se nikal lana nishchit hi ek mahaan karya hai... aisey hi aur madhur taranon ki aur humara margadarshan kartey rahiye !
I guess you like this song 1 point more than me! It's no.4 on my list and no.3 on yours!! :)) It's a lovely song. Rahat Fateh Ali Khan sounds a bit like his mentor Nusrat Fateh Ali Khan, don't you think?
R O L Bahut bahut shukriya aapki hauslaafzaahi ka! Aapki reply padh kar ye to pata chal gaya ki aapko apni bhasha se behad lagaav hai.Aur jab antarman ki baat kehni ho to apni bhasha ka sahara lena hi padta hai. Aur philhaal mera ye chiththa sangeet, kavita,safar aur kitabon ko madhyam bana kar apni dil ki aawaz aap sab tak pahuchane ki koshish matra hai. Aapko meri ye koshish pasand aayi jaankar behad khushi huyi. Umeed karta hoon ki aap aage bhi aate rahenge !
Urvi hey ek number aage ya peeche se koi farq padta hai kya! Jahan tak RFAK sahab ki baat hai pichle saal ke top 10 mein maine inka Paap ka song lagi man ki lagan shamil kiya tha. Infact u came here only during that time. Yes RFAK has same soofiyana touch as his uncle but I think he has much better voice quality than NFAK sahab.
wah...another touching song...:)...mein soch hee rahi thi ke inn sab ka number aayega ke nahi :)....
जवाब देंहटाएंsunkar aur bhi maza aaya
shukriya dost
cheers
Wah....varshon ke baad aisi swarnamayi evum shudh hindi mein kisi ka lekhan padhne ka saubhagya prapt hua....mahashaya aajkal ke is vicharon ki kungali ke daur mein aapka chuninda geeton ko samay ki ret se nikal lana nishchit hi ek mahaan karya hai...
जवाब देंहटाएंaisey hi aur madhur taranon ki aur humara margadarshan kartey rahiye !
I guess you like this song 1 point more than me! It's no.4 on my list and no.3 on yours!! :))
जवाब देंहटाएंIt's a lovely song. Rahat Fateh Ali Khan sounds a bit like his mentor Nusrat Fateh Ali Khan, don't you think?
its really nice song .lost touch with most of the new songs thanx for giving the link for this
जवाब देंहटाएंundoubtly one of the best songs...
जवाब देंहटाएंone of my top favs...
I luv this song :-))
Cheers
DON Iska number to aana hi tha. Haan iske baad jiska number aayega use dhyan se sunna. I hope it will be a surprise for u :)
जवाब देंहटाएंR O L Bahut bahut shukriya aapki hauslaafzaahi ka! Aapki reply padh kar ye to pata chal gaya ki aapko apni bhasha se behad lagaav hai.Aur jab antarman ki baat kehni ho to apni bhasha ka sahara lena hi padta hai. Aur philhaal mera ye chiththa sangeet, kavita,safar aur kitabon ko madhyam bana kar apni dil ki aawaz aap sab tak pahuchane ki koshish matra hai.
जवाब देंहटाएंAapko meri ye koshish pasand aayi jaankar behad khushi huyi. Umeed karta hoon ki aap aage bhi aate rahenge !
Urvi hey ek number aage ya peeche se koi farq padta hai kya! Jahan tak RFAK sahab ki baat hai pichle saal ke top 10 mein maine inka Paap ka song lagi man ki lagan shamil kiya tha. Infact u came here only during that time. Yes RFAK has same soofiyana touch as his uncle but I think he has much better voice quality than NFAK sahab.
जवाब देंहटाएंNagu Its my pleasure nagu!
जवाब देंहटाएंPuneet hmmmmm aapko pasand nahin aayega to bhala kise aayega Puneet ji. Aakhir aapki un special wo ke liye aapka jiya to yoon hi dhadkta rehta hoga ;)
जवाब देंहटाएंManish
जवाब देंहटाएंMaine itne sare geet miss kar diye..:( abhi abhi check kar ke aa rahee hoo...aapki list bohat hee behtarien hai. :)
Shukriya shabnam ! Ye geet mere to fav hain hee agar frens ko bhi achche lagein to aur jyada khushi ki baat kya ho sakti hai :)
जवाब देंहटाएंYeah, I remember that! Hehe! One whole yesr has passed! :)
जवाब देंहटाएंYeah, I remember that! Hehe! One whole yesr has passed! :)
जवाब देंहटाएं