Bansuri ki ek madhur taan…
Aur phir ek sammohit kar dene wale swar …
Jiski goonj geet ke khatma hone ke baad bhi bani rehti hai…
Aur ye goonj jiya ko dhakaye bina reh jaye aisa to ho hi nahin sakta…
Ab tak to aap samajh hi gaye honge ki main kis gayak aur kis geet ki baat kar raha hoon!
Sarhad paar ke is udiymaan gayak ne pichle saal bhi Lagi tujhse man ki lagan ko apne adbhut andaaz mein gaa ke man ko moh liya tha.
Rahat Fateh Ali Khan ki gayki, unki high notes ko saralta se gaa pane ki salahiyat aur geet mein shashtriya sangeet ki mithaas ye teenon batein unhein ek alag hi shreni (league) ke gayak mein laa khada karti hai. waise ye meri rai hai ki aapki bhi?
tujhe dekh dekh sona - 2
tujhe dekh kar hai jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan ,haai
jiya dhadak dhadak
jiya dhadak dhadak
jiya dhadak dhadak - jaye
kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe - 2
inko tu sunle aaja
chaahat ke rang chadha jaa - 2
kehna kabhi to mera maan, haai
jiya dhadak dhadak - jaye
lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe - 2
mere sapno mein aake apna mujhko banake - 2
mujhpe tu kar ehsaan haai
jiya dhadak dhadak………jaye
tujhe dekh dekh sona…………
jiya dhadak dhadak………jaye
Movie- Kalyug
Lyrics –Asim Raza
Music Director:- Faisal Rafi, Rohail Hyat

Mujhe intezaar hee tha iss geet ka :)....waqai...meine TV per suna aur phir bas...dil tham sa gaya...gayakee ko daad doon ya phir nazm ke bol ??? :) dono hee kamaal ke hain...
जवाब देंहटाएंbahut accha laga ye post parhkar..
cheers
thanx a ton manish for ur comments... yes..u r rite...in every bit of it...thanx once again...
जवाब देंहटाएंand yeah...i luuuuvvvv this song...
i bought the whole cassete...just coz of dis song...hehe...i kno crazy me!!
and yeah...u rite realllly well!!!
its such a pleasure this blog of urs...
Shukriya DON gayki aur geet donon pasand karne ke liye.:)
जवाब देंहटाएंZombie hmmmm matlab aapka dil bhi kisi ke liye dhadak utha hai..:)
Medha hum bhi yahi karte the...yani ek song suna aur chale cassete ki khoj mein, thx to net & mp3 era ab utni mashakkat nahin karni padti:).
this song is one of the best songs of this year...
जवाब देंहटाएंI downloaded this song after hearing it for the first time on TV ;-)
good one
Cheers
yup Puneet one of the best!
जवाब देंहटाएंGud one once again Manish! Kaafi accha lagaa yeh geet.
जवाब देंहटाएंAur aap se request hai ki aap Lucky Ali ke gaanon ko bhi apni is Shaam mein shammil kijiye...
In saahab ke Kuch gaane bhi hamare dil ke kaafi kareeb hain....jaise ki...1)Anjaani raahon mein tu kya dhoondta phire 2)Dekha hai aise bhi 3) Kabhi aisa lagta hai dil mein ik raaz hai 4) Kitni haseen zindagi hai yeh...
Hope U too like these songs, n would love to hear your thoughts on these!!
Naye saal ki shubhkaamnayein!!
Cheers!!
MS.
Thx MS!
जवाब देंहटाएंSorry dear maine movie Sur ke baad Lucky Ali ke non filmi albums nahin sune hain. I will definitely hear them now that u have pointed it out!