रविवार, जुलाई 16, 2006

Mumbai Ke Ansoo...

Mumbai blast ne dil khatta kar diya hai.
Desh ke aaj ke halaton ka ujagar karta Earth film ka geet jo pichle hafte Akhil ke blog par padha tha devnaagri mein yahan dekhein.
Kya sirf aatankwadiyon ko pakadne se samadhan nikal payega shayad nahin pehli nakel nafrat phalane wale thekedaron pe kasni hogi. Aage padhne ke liye yahan click karein.
Samay aabhav ke karan roman mein ye posts nahin likh paa raha hoon.

5 टिप्‍पणियां:

  1. thats a very touching song, Manish and so is the feeling abt the recent blasts, God bless Mumbai.

    जवाब देंहटाएं
  2. Blasts ka sun kar jitna ap k desh walon ko afsos howa hai..uthna hi hamay aur dosray mumaliq k logon ko howa hoga ...akhir kar...insani hamdardi to har dil rakhnay walay fard mai payi jati hai..

    जवाब देंहटाएं
  3. DD Thx to the never say die approach of people of Mumbai, city is back to life but the question remains for how long :(?


    ZA Never doubted abt that ZA! aam insaan ka waqt to zindagi ki zaddozahad mein hi chala jata hai kabhie khushi to kabhie aise hadse...maut dekhna bhala kise achcha lagta hoga.

    जवाब देंहटाएं
  4. Shukriya Hiren yahan aane ke liye aur is bare mein sahmati vyakta karne ke liye.

    जवाब देंहटाएं