Hmmm.. dekhiye ab bari hai us geet ki jo 9th position pe hai humari list mein. Is song ke bare mein kuch likhne ki juroorat nahin, song ka prelude hi shayad sab kuch keh jata hai...
Suno to ..
yeh mera tumhara jo rishta hai- ek raasta hai,
mai tumse guzar kar hi tum tak pahonchne ke raaftaar hoon,
mera aagaaz tum,mera anjaam tum
tumhe dekhkar mai tumhein sochta hoon
tumhe paake hi mai tumhein khojta hoon
tum apne badan ke samander mein,barsoon se pooshida ek khwaab ho !
jab nahi aaye the tum - tab bhi mere saath the tum
dil mein dhadkan ki tarha - tan mein jeevan ki tarah
meri dharti, mere mausam , mere din raat the tum

phool khilte the to aati thi tumhari khushboo
har haseen shaam jagati thi tumhara jaadoo
aaine mein mere har din ki mulaaqat the tum

adh mundhi aankh mein sajta hua ek khwaab the tum
pehli barsaat mein bheega hua mehtaab the tum
Hooth mere the magar inki har ek baat the tum

Sawan Kumar
To listen the song click the link below
http://www.musicindiaonline.com/l/17/s/movie_name.6961/
Movie –Dev
Singer – Kareena Kapoor, Vijyeta Pandit
Music - Aadesh Srivastava

hey... sorry to say but haven't heard this song...
जवाब देंहटाएंSound card is disabled in my office laptop but will surely do so when I'll access ur blog from home...
kyoki aapne isse 9th position par rakkha hain sunne ki iccha aur badh gayi hain...
;-)
koi gal nahin ji!
जवाब देंहटाएंWaise is song ke lyrics jyada appeal karte hain banispat ki kareena kapoor ki aawaz :)
par ek baar sun lein to poetry achchi hi lagegi!
aur haan bhai blog pe aapki dancing pose zabardast lagi ;)
hi... i heard this song... its really good...
जवाब देंहटाएंaur dancing pose ki tareef karne ka baht baht shukriya ;-)
U liked it achcha laga jaankar Puneet!
जवाब देंहटाएंWaaah manish ji ...buhaat hi achay ..aapki choice ki tou waqai jitni daad di jae kaam hai ...
जवाब देंहटाएंZabardast !!!!!! :)
Shukriya Zainab!
जवाब देंहटाएंyes acchi hey aur shayad hum bhi ise 9th position hee dete ..I liked the movie too :)
जवाब देंहटाएंhmmmm I also liked the movie DON!
जवाब देंहटाएंAur ek baat yaad aayi
is geet se roobaru tab huye the jab Janabe Ali ne ise Bahas pe post kiya tha!
kiske liye kiya tha wo pata nahin chal saka:)
hhahaha manish...mein yehi soch rahi thi ke...tumhare deemagh ke bakse mein ye baat kaheen rakhi hai ke nahi :D...sahi farmaya...aur haan aapki jaankari ke liye..hamari pasand ek jaisee hai isiliye share ki thi bahas per :)
जवाब देंहटाएंkhushi hui aapki yaadaasht acchi hai ..ranchi mein rehakar bhi (oops) hahahaha