रविवार, अप्रैल 15, 2007

Kolkata : Tomar Koto Roop ?

Pichla hafta Kolkata mein beeta. Ek chote shahar se achanak agar aap ek mahanagar mein chale jayein to kuch batein apne aap aap ke man mein aa jati hain.

Bhaagti daudti zindagi ke prati kautoohal bhari nigah...
Apaar jansamooh ke beech kho jane ka bhay...
gaadiyon ki chil pon ke beech phanse hone ki kheej...


Teen dinon ke apne Kolkata pravaas ke dauraan alag alag anubhavon se guzarna pada..
Ghar se door pade ek taxi driver ki raajneetik samajh...
Band padi mill ke kaamgaron ki asha bhari nigahein ...
Esplanade ki wo chir parichit chahal pahal...
Ya phir mahilaon ki isthiti batate chintajanak swar...

Aur in sab sukh dukhon ko samettaa Belur Math ka ye sundar naagphani. In sab baaton ko vistaar poorvak padhne ke liye neeche click karein.

कोलकाता : तोमार कौतो रुप ?

5 टिप्‍पणियां:

  1. Shukriya manishji..kolkata darshan ka..hum 9 saal kolkata vaasi the tho isskarke uss shahar se and bangaliyon se behad lagaav hai..so aapka chittha padhkar beete dinon ko yaad kar kaafi achcha laga!!

    जवाब देंहटाएं
  2. i loved the last pic - as my orkut profile pics must have told u, i have this special love for the sea :)

    जवाब देंहटाएं
  3. WOW this was unexpected. Thanks for Kolkotta darshan :)

    Cheers

    जवाब देंहटाएं
  4. Smita Wah aap to desh ke har hisse se wakif hain. Mere paas koyi tune nahin thi upload karne ke liye aur aapne jo site batayi wahan se download nahin kar paa rahe. :(

    Suparna Which is ur fav sea beach in India?

    DONThanks for u too for taking this Darshan.

    जवाब देंहटाएं