रविवार, सितंबर 03, 2006

Kahan gaye Sangeet ke Sur ? Mar Gayi Kya Melody ?

Haal hi mein ek discussion forum mein humare ek bujurg ne ye sawal rakha ki aaj ke geeton se melody kya mar nahin gayi? Kya aaj ka sangeet mahaj ek shor to nahin Aaj ke sangeetkaar melodious sarachna karna hi nahin chahte.

Prashna dil ke kareeb tha . Shayad aap sabke bhi kareeb ho. Apne dil ki baat to maine yahan keh di hai. Aapka dil kya kehta hai is bare mein ye juroor batayein ?

4 टिप्‍पणियां:

  1. sir ji...mere comp mein yeh hindi fonts nahin dikhte so i can't read anythin....so please hum jaison ke liye kuch kijiye...
    had asked u before also. u haven't been visitin my blog for quite sum time...all's well, right?

    जवाब देंहटाएं
  2. True Manish...sahi kaha sangeet ki laiy kabhi bhi nahi mar sakti...mein iss baat se poori tarah sehamat hoon!
    Lekin waqt ke saath jab kuch darshakon ki ruchiyan badal jaati hain to oon darshakon ke liye bhi sangeet ke laiy aur sur mein thora sa badlaav laaya jaata hai aur oon chand geeton ko yaad kar hum ye anumaan lagana ke sangeet mar chuki hai ye baat ghalat hogi!
    Tumhara lekh parha aur waqai haath kangan ko arsi kya :) yehi laga mujhe!
    bahut acche
    Cheers

    जवाब देंहटाएं
  3. Tilism Tumhara operating system kya hai. agar Win XP hai to go to View --Encoding -- aur Western Euoropean ki jagah Unicode UTF-8 selrct karo, then u will see the fonts which are in unicode only.

    जवाब देंहटाएं
  4. DON hmmmm poetry aur music ki buniyaad par hi to mile the na net pe :) to bhir is bare mein juda rai kaise ho sakti hai DON ki ! Thx for expressing.

    जवाब देंहटाएं