शुक्रवार, फ़रवरी 03, 2006

# 6 : Chup Chup Ke Chup...Chori pe Chori

Shayar bhi ek azeeb sa shaksh hota hai. Uske imagination ki koi seema nahin hoti. Use wo sab saaph saaph dikhayi deta hai jiski kalpna hum jaise log sapne mein bhi nahin kar sakte. Par shayar jab inhin betuki si lagne wali kalpnaon ko shabdon ka jama pehna kar humare samne pesh karta hai to kuch pal hi ke liye hi sahi hum uski aankhon se dekhne lagte hain, mehsoos karne lagte hain.........

Gulzar ne is geet mein zameen,aasmaan aur in donon ke beech mein kisi ki preet mein ghulti huyi ruh ka jo khaka kheencha hai wo man ko ek doosri duniya mein le jane ki taqat rakhta hai

dekh na mere sar se aasman ud gaya hai
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se 2
chup chup ke 2 chori se chori chup chup ke re 2

dekh na kya hua hain yeh zameen beh rahi hai
dekh na paniyon main zameen ghul rahi hain kahin
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se
chup chup ke 2 chori se chori chup chup ke 2
chup chup ke 2 chori se chori chup chup ke 2
hosh main main nahi yeh gashi bhi nahin is sadi main kabhi ye hua bhi nahin
jism ghulne laga ruh galne lagi
pao rukne lage raah chalne lagi
aasman badalon par karvatein le raha hai
dekhna aasman hi barasne lage na zameen pe
yeh zameen paaniyon ki dubkiyaan le rahi hai
dekhna uthke kandho pe chalne lage na kahin ye
chup chup ke 2 chori se chori chup chup ke 2
chup chup ke 2 chori se chori chup chup ke 2

tum kaho to ruke tum kaho to chalein
yeh junoon hain agar toh junoon soch lein
tum kaho to ruke tum kaho to chalein
mujhko pehchaanti hai kaha manzilein
dekhna mere sar se aasman ud gaya hai
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se
dekh na kya hua hain yeh zameen beh rahi hai
dekh na paniyon main zameen ghul rahi hain kahi se
chup chup ke 2 chori se chori chup chup ke 2
chup chup ke 2 chori se chori chup chup ke 2
chup chup ke chori se chori chup chup ke ke re
chup chup ke chori se chori chup chup ke ke re

bunty ki bubbly aur bubbly ka bunti
bunty ki bubbly huyi
chup chup ke chori se chori chup chup ke ke re

To dekhiye janab chale gaye Bunty aur Babli humari is geetmala se ek doosre ka hath mein hath thame is geet ki gungunate. Agar aap bhi ise gungunana chahein to sunne ke liye
yahan click karein.

11 टिप्‍पणियां:

  1. bunty and babli makes a hattrick on your count down.

    nice song

    जवाब देंहटाएं
  2. aww i love this song..
    kuch gaanay ajeeb saa jaddo kur daaltay hain..
    i ws listeningg 2 tht song frm masoom 2day..
    do naina..aur ek kahani...thoraa saa badel thodaa saa paani.or ek kahani...
    pls include tht song in ur geet mala now..
    tc

    जवाब देंहटाएं
  3. Hmmm Nagu a hattrick just by coincidence... aur haan this was the only song which featured Sonu Nigam in top 10 :)

    जवाब देंहटाएं
  4. Hi sebia
    thats a grt song for masoom. I love it too. someday I will definitely will love to talk about it. as far this countdown is concerned the songs here are taken from movies released in the year 2005.

    जवाब देंहटाएं
  5. Aaaah! My faaaav song from 'Bunty aur Babli'!! I always wondered why Gulzar didn't write about this song in Filmfare... Some people think that this song sounds very pedestrian, but more than the lyrics what hooked me was the tune and rhythm. Shankar-Ehsan-Loy are too good sometimes!

    जवाब देंहटाएं
  6. Nahin PR this is the only what we call Gulzarish song on the movie and Gulzar kehte hain

    The one situation in the movie which allowed me to write in my usual style, is when Bunty and Babli fall in love. When I got this one, I rubbed my hands in glee and said, “Ab meri baari aayi.” And the result was Dekhna mere sar se aasman ud gaya hai, dekhna is zameen ke sire khul gayein hain kahin se.

    जवाब देंहटाएं
  7. Aur Urvi music by SEL is really fabulas. The above statement by Gulzar abt this song was made in the same article of Filmfare !

    जवाब देंहटाएं
  8. WOW...another one frm Bunty n Bubli :D....bahut khoob

    cheers

    जवाब देंहटाएं
  9. hi manish, puja here.i idnt know how to post comment.i was very new to blogging.well this is my first comment.i really like ur blog its pretty comprehensive.it cud well be a gudeluine of sort for how to mwke an intersting blog. its also nice to seee someomne fromn my state.n thanks 4 ur comments.take care

    जवाब देंहटाएं
  10. Puja Chalo meri shikayat kaam aayi tumne comment karna seekh hi liya :).
    Shukriya ji ki aapko mera blog pasand aaya.
    I hope ki u will update ur blog more regularly.

    जवाब देंहटाएं