रविवार, दिसंबर 25, 2005

Tumhara Intezaar Hai.. Pukar Lo ..

Par khwab jab haqeeqat ban jayein to kisi ka intezaar humein is qadar bechain kar deta hai ki dil pyar ki us tadap ka izhaar karne ke liye kuch yun gungunane uthta hai

tum pukaar lo, tumhara intezaar hai
khwab chun rahee hain raat bekaraar hai
honth pe liye huye, dil kee baat hum
jaagate rahenge aur, kitnee raat hum
mukhtasar see baat hai, tum se pyaar hai
tum pukaar lo, tumhara intezaar hai
(mukhtsar- in short)

dil bahal to jaayegaa, is khayaal se
haal mil gayaa tumhara, apne haal se
raat ye karaar kee, bekaraar hai
tumhara intezaar hai.. pukar lo ..

(Lyrics :Gulzar, Movie : Khamoshi, Singer :Hemant Kumar)
Click to listen the song
Aur agar pukarne pe bhi aapka humsafar aapse door chala jaye to. :(
Ek bemani si khwahish dil mein rehti hai jismein asha jyada aur viswas kam hota.hai.
Ki shayad wo aaye aawaz de kahin se.!
Uski aawaz to phir nahin aati haan waqt bewaqt un sath bitaye palon ki khushboo ye juroor kehne pe majboor kar deti hai..

mujhey kal miley they kuch gulaab jo terey leeye ye keh gaye
ke terey intezaar meiN sog'waar gulshan ka samaaN hai aaj bhi


Concluded

13 टिप्‍पणियां:

  1. Me first!!

    Gosh Manish I simply love 'Tum pukaar lo'! The simplicity of the lyrics, music and the way it's sung just kills me man!

    One of my fav fav fav fav fav oldies!! :)

    जवाब देंहटाएं
  2. Amazing song yaar...
    I luv this song... this is one of my all time favs...

    very beautiful post buddy

    tk care
    Cheers

    जवाब देंहटाएं
  3. Hmmmmm BINGO ! Sayesha,Puneet& Zombie nice to know that this song features in ur fav list . In fact all songs of Khamoshi are gem of a creation from pen of Gulzar.

    जवाब देंहटाएं
  4. //In fact all songs of Khamoshi are gem of a creation

    Oh yeah! Remember this one, Manish?

    Humne dekhi hai in aankhon ki mehekti khushbu
    Haath se chhooke isey rishton ka ilzaam na do
    Sirf ehsaas hai yeh, rooh se mehsoos karo
    Pyaar ko pyaar hi rehne do, koi naam na do


    I think these lyrics are just incredible!!

    जवाब देंहटाएं
  5. ahhh...i love the song...
    and i love this blog of urs...
    music...its soooooooo uplifting...
    wow!! manish...i must say...u doin a gr8 job!!

    जवाब देंहटाएं
  6. Absolutely Sayesha Sachche pyar ki isse achchi paribhasha shayad hi kisi aur geet mein mile.

    Ek aur song isi film ka Kishore da ka gaya hua Wo sham kuch ajeeb thi bhi dil ke behad kareeb raha hai mere!

    जवाब देंहटाएं
  7. Shukriya Medha ! As u can see this blog is closer to my heart while the other one is closer to the mind :)

    जवाब देंहटाएं
  8. Hi Manish!

    Am really amazed with your posts friend!!

    Aapke har Vaakya(sentence...in your style :-)) mein ek chupa hua dard mehsoos karte hein hum...waise aapko kiskaa intezaar hai??

    Aapki har aawaz, aapki is 'Blog ki Duniya' mein, waakai mei aapke dil se nikal rahi hai...N I can guess, your identity and your charcter is reflecting vividly in all your posts out here....

    Hum bhi aapke pankhon(Fans :)) ki list mein shaamil ho gaye hain!!

    chalo...phir milenge :-) [One of our favz..right]
    Cheers!!
    MS

    जवाब देंहटाएं
  9. WOW amazing selection...:) Hemant Kumar's voice...and to add up Dev Anand...some how his oldies I like...black n white movies...:)

    bahut khoob...!

    amazing Manish...I appreciate this silsila :D

    cheers

    जवाब देंहटाएं
  10. You know this song was with throughout yesterday and the one line which iwas singing all night {i was working till 3am} were these lines "Khwab chu rahee hain raat,bekaraar hai....
    Absolutely amazing, my all time favourites, wow:)

    जवाब देंहटाएं
  11. Hi MS
    Mujhe kiska intezaar hai!
    hmmmm.. aap jaise mitron ka.:)
    Sangeet mein wo taqat hai jo dil ki girahon ko khol deti hai, aur phir jo mehsoos hota hai use hi vyakta karne ki koshish rehti hai meri.
    aapko mere batein pasanad aayi jaan kar khushi huyi.
    Is tareef ka shukriya janab!
    aate rehein humein ab aapka bhi intezaar rahega:)

    जवाब देंहटाएं
  12. Hmmmmm Neel I know I know!:)tumhein ye geet pasand hai.
    hemant da is in his real elements in this song and also in ye nayan Dare Dare Isn't it?

    जवाब देंहटाएं